CRPF MAIN ARMY KE EXSMN
JCOs AUR NCOs KO NAUKRI
1. ELIGIBILITY CRITERIA.
RANK | INSPECTOR | HEAD CONSTABLE | |
(a) | ESM | NB SUB/ SUB/SM | SEP/L NK/NK/HAV |
(b) | UMAR 31/05/11 KO | 53 SAAL SE KAM | 47 YEARS SAAL SE KAM |
(c) | TANKHA | Rs 54000/- PM | Rs 34000/ PM |
(d) | INSURANCE | Rs 1000/- PER MONTH JO KI CHUTHI KE DAURAN BHI | |
(e) | CHARACTER | EXEMPLARY/VERY GOOD/ GOOD | |
(f) | EDUCATION | TOTAL RELAXATION | |
(g) | PHYSICAL STD | TOTAL RELAXATION | |
(g) | MED STD | SHAPE- I (AYE) (RMB KE HISAB SE, MOTA NAHIN | |
(h) | ENGR REGT - FE JN/CE JN COURSE YA BOMB DISPOSAL COY PERS. INF - CME SE FD ENGG/IED COURSE YA PNR PL KA JAWAN HO. ARMD CORPS/ ARTY/MECH INF - CME SE FD ENGG/IED COURSE. | ||
(i) | COUNTER INSURGENCY ILAKE MAIN NAUKRI KIYA HUA HO |
2. SHARTEN.
(a) NAUKRI KA ILAKA - NAXAL PRHABHAVIT ILAAKE MEIN CRPF BNS KE SAATH.
(b) CONTRACT - INITIAL CONTRACT 3 SAAL KA JO KI FORCE KI ZARURAT PADNE PAR 05 SSAL TAK HAR SAAL BADYA JA SAKTA HAI - BESHART CRPF KO ZARURAT HO AUR EXSM TAIYAR HO.
(c) PAHILA SAAL - CONTRACT DONON PARTIES CONTRACT KO KHATAM KAR SAKTI HAIN ISKE LIYE - EK MAHINE KA NOTICE YA EK MAHIBNE KI TANKA PAR. USKE BAAD CONTRACT CRPF KE RULES KE MUTABIK KHATAM KIYA JAEYGA.
(d) ENTITLEMENT - UNIFORMS, ACCOMODATION AUR MEDICAL COVER JO CRPF PERSONNEL KO LAGU HAI.
(e) MESSING - PAYMENT PAR CRPF SYSTEM KE ANUSAR.
(f) LEAVE - EK CALENDER SAAL MAIN EK MAHINA.
(g) CHARACTER AND ANTECEDENTS - CONTRACTUAL APPOINTEE USKE MAHKMAE KE ADIKARKRI SE LEH KAR AYEGA JISKO YAH HAQ DIYA GAYA HO.
(h) HUKAM/AADESH - CONTRACTUAL APPOINTEE KAAM KE DAURAN CRPF KE DISCIPLINE, KANNON AUR SAARE HUKAM/AADESH JUBANI YAH LIKHIT JO BHI USKE SUPERIOR AFSAR DEH USKO MANRGA AUR KISI BHI PARAKAR KI HARKAT SE CTRPF KI MARYADA KA ULAGAN NAHI KAREGA JISSES CRPF KI GARIMA KO TES PAHUNCHUE.
(i) AGAR CONTRACTUAL APPOINTEE KISI BHI ACT OF OMISSION OR COMMISSION MAIN KISI PRAKAR KE INDISCIPLINE KARWAI KARE TOH USPAR BHI BAKI CRPF EMPLOYEES KI TARH CRPF ACT AUR RULES LAGU HONGE AUR WOG SAAZA KA HAKDAAR HOGA.
(j) LTC AND FREE LEAVE PASS - YAH NAHI MILEGA.
4. SELECTION KA TARIKA.
(a) KOI BHI EXMN KISI BHI ILAKE SE BHARTI HO SAKTA HAI.
(b) RECRUITMENT ALL INDIA HOGA.
(c) APPLICATION -
(i) KISI FORM KI ZARRORAT NAHIN HAI.
(ii) BHARTI KE ICHUK EXMN EK RECRUITMENT BOARD KE SAAMNE INTERVIEW KE LIYE HAZIR HOGA
(iii) BD OF OFERS SAARE DOCUMENTS CHECK KAREGA.
(d) KHARCHA - CANDIDATES KO BD KE SAAMNE INTERVIEW/TEST KE LIYE AAPNE HI KHARCHE SE AANA HOGA. RECRUITMENT KE DAURAN UNHE AAPNA BANDOBAST KARNA PADEGA. UNHE KOI TA/ DA NAHI MILEGA.
No comments:
Post a Comment